Pyaar tumne bhi kiya tha bepanah maloom hai mujhe..
Baat jab bhi uthegi pyaar ki to apna charcha lagega
Kaise nikal paunga míen is pechida raahguzar se
Har ghar sooe yaar, har mod tera koocha lagega
Kisi kasheedgi ne teri peshaanii pe shikan la dee
Ya bas yoohii zindagi bhar ke liye hijr ka morcha lagega
Sochta hun aise hi kahiin kho jaaun ujjwal
Tere dar pe Maroonga to zaalim kharcha lagega
Hum yaad na bhi aaien tumhe to bhoolna mushkil hai
Kabhii mazaar pe phool rakh jaana meri mujhe achha lagega…
A potpourri of my original thoughts, ideas, and literary musings in English, Hindi, and Urdu.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Aap se
दिल की धड़कन का ठहरना और बढ़ना आपसे मेरी उल्फत का उतरना और चढ़ना आप से मन ही मन में जाने कब कब बातें आपसे हुई हो के अनबन रूठ जाना फिर सुलझ...
Other Popular Posts
-
Mein rakh aaya tha ek shaam tere darpe jo jhumke, Latakte the wo tere kaanon mein sifaarish banke Meine lagaa di thi ek keel uss khirkee...
-
Saath hain par jazbaat mein wo baat nahi aati, Roz-o-shab guzarte hain par wo raat nahi aati… Itna mushkil bhi nahi khuda se betaqalluf ...
-
मैं, वो मैं, ना रहा, ना सही, पर बदला नहीं हूं मैं जानेमन तू मेरा न सही पर तुमसा नहीं हूं मैं तेरी बात मेरी याद हो गई पर गुजरा नहीं हूं म...
-
Labon ki baat hai keh do, nigahon se mat samjhaao Dar se laut jaane walon ki khabar kamm hi hoti hai Baad mein mat poochhna ki phool kahaan ...
-
ये कैसा पूछ रहे हो सवाल, ये क्या बात करते हो? वो निगाह से नहीं निकला अब तक तुम दिल की बात करते हो आज भी लगता है मेरे सामने है वो मंज़र गुजरत...
-
D uniya ke itihaas mein ek aur kadi jud jayegi, Insaan nahi badlega aur tareeq badal jayegi… Yahaan koi aashiq thaam lega paimaane ko, Waha...
-
Mom ki gudiya mein jaan utar aati hai Meri bachhi jab usse seene se lagaati hai Bass chalta to gudiya phir se jaag ke so jaati ...
2 comments:
Abe teri urdu to sahi mein mast ho gayee hai... kidhar kidhar se copy paste kiya hai ???
Sir as i stated earlier i am real serious about intellectual rights and do not copy paste literature. And Online Urdu Dictionary is my prime source of vocab used. And there are many others.
Post a Comment