Sunday, March 8, 2020

Pal do pal ke rishte ... (2006)

Ae khuda tu apne bando ko sataata kyun hai
Ek pal ke liye hi deni hai khushi to hasaata kyun hai

Jin rishton ka astitva ho nahi sakta
Un rishton ko parvaan chadhaata kyun hai

Jo saathi bichhar jaenge agle mod pe
Saari raah fir unse milaata kyun hai

Kuchh kar nahi sakta to khuda kehlata kyun hai
Aisi hi banani thi duniya to banaata kyun hai


No comments:

Badala nahi hoon main

मैं, वो मैं, ना रहा, ना सही, पर बदला नहीं हूं मैं  जानेमन तू मेरा न सही  पर तुमसा नहीं हूं मैं  तेरी बात मेरी याद हो गई  पर गुजरा नहीं हूं म...

Other Popular Posts